Today we have brought some of the best Shayari related to Attitude Shayari in this Shayari discussion. This Shayari has a complete collection of Shayari that fills you with enthusiasm and passion. If you are fond of listening and sharing Shayari, then you can share these Attitude Shayari.
Attitude shayari is very effective in showing your status and your power to your rival or enemy. Attitude shayari is very effective in showing your power to someone. Let’s see the complete collection of attitude shayari in hindi.
Zindagi apni andaaz me jeeni chahiye,
Dusro ke kahne par toh,
Sher bhi circus mein nachte hain…
Time ka intezar kar meri jaan,
Ek din aisa aayega,
Mehfil teri sajegi,
Par intezaar hamara hoga…
Ho sake toh samajhna,
Warna galat samajh,
Mujhe bhool jana..
Mera kya ukhaad lega tu,
Aaj bhi wahi ada hain mere paas..
Meri khopdi ki jhopdi hilaya na…
Toh teri hasti ki basti jala dunga…
Hum khamosh kya hue,
Tumhe lagne laga raaj tumhara hoga,
Thoda intezar toh kar jaan,
Raaj hamara hi hoga..
Ye mat socho,
Bhool gya hoga,
Naam, chehre, aukat,
Sabki yaad hain mujhe…
Hum jo hain khud hain,
Aur wo bhi khud ke dum par….
Apna usool sidha hain,
Pyar ke badle pyar milega,
Aur aukat se bahar gaye toh maar milega…
Waqt rahte paseena bahalo,
Warna baad mein aashu na bahana pade…
Hum apne andaaz me jeete hai,
Ye apna gyaan
kahi aur jake do..
Mujhe parwah nahi kal ki,
Main har din ko akhiri
samajh ke jeeta hoon…
Hamari duniya alag hain saheb,
Yaha sikka nhi,
Hamara naam chalta hain…
Hum nhi pahchante unko
Doulat ka ghamand hota jinko…
Jeevan mein kuch karna hain na,
Toh ladki ke hotho par nahi,
Hazar ke noto par dhyan do…
Hum dushmano se badla lene walo me nhi,
Hum unhe dil se hi nikaal dete hain….
Virasat se tay nhi hote,
Kismat ke faisle,
Ye toh udaan batayegi
Aasman kiska hai..
Aisi wesi bato par, dhayan nahi dete,
Beta baap hai tumhare,
bewajah gyaan nhi dete…
Hum bhi aukaat usi ko dikhate,
Jo hame aukaat dikhaate hain..
Wapas aa gaye hain,
Ab bhaukal macheyenge,
Beta jitna tune soch….
Main woh insaan hoon,
Jo pyaar me jannat dikha sakta hoon,
Aur nafrat mein aukat bhi…
Thook ke chatne ki aadat nhi hamari,
Ekbaar dil se nikal diya,
Fir wapas aane ki aukat nhi tumhari…
Main baat nhi karta aise waiso se,
Kharid lunga salo ko paiso se…
Yaad karoge toh hi yaad rahoge,
Warna hamari bhi yadastht kamjor hain…
Humse dushmani teri ek khwaab hain,
Abhi teri aukaat nhi,
Ye mera jawaab…
Khud se gire the,
Khud se uthenge,
Ab na kisi ka hath chahiye,
Na kisi ka sath….
Pehle pandit ko apni rashi dikhana,
Baad mein hame apni badmashi dikhana…
Hame jawana mita sake Iss jawane me dum nhi…
Humse jawana hain jawane se hum nhi…
Jaha hathoda chalna chahiye,
Waha hath thodi chalega,
Akela hi thik hoon,
Sher ab kutto ke bich,
Thodi chalega…
Nahi jante toh jaan jaoge,
Bahut bura hoon main,
Waqt aane par pehchan jaoge..
Hame soch samajhkar khona laadle,
Hum ek hain jo dobara nhi milte..
Jin logo ke paas dikhane ka kuch nhi hota,
We log akshar apni aukaat dikha dete hain…
Koshish toh sabki jari hain,
Waqt batayenga kaun kispar bhari hain…
Jis daur se ham gujre hain na beta,
Agar tum gujre hote to,
Toh gujar Gaye hote….
Sakal dekhkar,
Kamjor samjahne ki galti mat kar,
Kyuki takat khoon me nhi,
Junoon me hota hain…
Ek ishwar raji rahe,
Baki duniya toh aisi bhi,
Kisi ki nahi….
Hamari aukat unse pucho..
Jinki aukat nahi..
Humse baat krne ki..
Sujhav mat do mujhe
Jawano walo,
Mera waqt kharab hain,
Dimag nahi..
Khaali ghar ko log bhutiya samajhte hain,
Jyada sharif ho jao,
Toh log chu.. samajhte hain..
Jeevan mein kaamyab ho,
Toh sab maaf hain,
Warna sab tumhare baap hain…
Hamse barabri karne ke liye,
Wo bhi lag rahe hain line mein,
Jo apni mummy se kahte hain,
Mummy nikaliye jara lu..li fas gayi chain mein..
Mashhoor hone ka koi shauk nahi mujhko,
Bas yuhi kuch logo ka guroor todna hain..
Hum aag laga dete hain us mahfil par,
Jaha bagawat hamare khilaf hoti hain…
Akele hain mujhe koi gam nhi,
Jaha ijjat nhi waha hum nhi…
Mujhme kamiya dhoondne walo,
Mere liye ladki kyu nhi dhoond lete..!!
Zindagi me ek sabak mila,
Akad me raho,
Toh log aukat mein rahte hain….
Uss mukaam mein mera chirag jalta hain,
Jaha pahuchne mein hawa ka dum nikalta hain….
Jabse hum logo ke asli
Rang pahchanne lage hain,
Tab se log hame apna dusman manne lage hain…
Bhool mat tu ek sher hain,
Kuch aur nhi,
Bas tere dahadne ki der hain….
Wo jigar hi nhi,
Jisme dum na ho,
Beta agar tu badmash hain,
Toh hum bhi kam nhi…
Ek wahi rang toh pasand hain mujhe,
Jo mujhe samne dekhkar
Tera udta hain..
Ab na reply chahiye,
Na hi tera sath,
Tu please apna dhyan rakh,
Mujhe nhi tujhse baat…
Mera bura chahne walo,
Samajh lo tumhari maut aayi hain,
Kyuki yamraj toh apna chota bhai hain…
Bhaad me jaye log,
Aur logon ki baatein,
Hum waise hi jiyenge,
Jaise hum hain chahte..
Sun be meri ek hi aadat hain,
Main masti mein chur rahta hoon,
Aur ladkiyon se door rahta hoon..
Na jyada na kam,
Jaise aapki soch,
Waise hum…
Tuta hoon magar hara nahi hoon..
Akela hoon magar besaharam nahi hoon…
Junoon aisa hain ki registan me baag laga dunga,
Tum meri galti batate rahna,
Main pure jawane me Aag laga dunga…
Main waqt ke pahiyon ko,
Dhire se tej chalte dekha hain,
Tu gairo ki baat karta hain,
Main apno ko badalte dekha hain…
Tarakki itni karo,
Sansein chale ya na chale,
Naam chalta hi rahna chahiye…
Koi Saltanat nahi hai mere pass,
Bas mera baap he mere liye badshah hai….
Beta tu chugli karna chod de,
Hum ungli karna chod denge…
Mujhe iss duniya se koi humdardi nhi hain,
Hum apni dhun mein chalne wale parinde hain…
Khauf toh kutte banate hain,
Par dahshat hamesha sher ki hi hoti hain…
Tu jiske bhi sath bhi hain, khush rah kyuki mujhe ghanta bhi farq nhi padta,
Tere hone ya na hone ka…
Waqt sab kuch bta deta hai,
Logo ka sath bhi,
Unki aukaat bhi…
Zid samjhna hain toh zid hi sahi,
Par aatmasamman se badhkar kuch bhi nahi…
Mujhe samajhna itna aasan nahi,
Gahra samundra hoon khula aasman nahi…
Jo chali gayi thi,
Woh laut aayi hain,
Swagat karo beta,
Darwaje par teri maut aayi hain..
Isq kiya hain toh dard sahna sikh….
Nhi toh aukaat mein rahna sikh…
Time aane do mera,
Duniya hila dunga,
Jo jalte hain mujhse,
Unhe fat se bujha dunga…
Khud mein dum ho tabhi chamatkar hote hain,
Dusro ke talwe chaatne se koi mashur nahi banta..
Feel free to contact us if you have any queries.
1 thought on “100+ Best Attitude Shayari in English 2023”